एगजिमा, दाद, खुजली और बालतोड़ का घरेलू उपाय ।


Hello dosto Mai Viru Kumar Aaj Aaplogo ko Mai is post me egjima, Aur , Dad ,Khad, Khujali ,Aur Baltod Ka Gharelu Upay Batane wala hu ,Jisase Aap padh Kar is tarah ke Bimari Se Chhutkara Pa Sakte hai , To Chaliye Dosto Ab Shuru karte hai .

Gharelu upaye :-

Egjima ka gharelu upay:-
Dad ka Gharelu Upaye:-
Khujali ka Gharelu Upaye :-
Aur BaalTod ka gharelu Upay :-

1- Kisi Lohe ki Karahi Me 250 Gram Sarso Tel Dalkar
AAG Par Chadha Le . Jab Tel Khub Garm Hokar Ubalne Lage , to Isame 50 gram Nim ki Komal Kopale Dal De . Kopale Ke Kaale Parte Hi Karahi Ko Turant Niche Utar Len . Thanda Hone Par Tel ko chhan kar Botal Me Bhar Le . Ise din me 3-4 Baar egjima par lagaye .
Kuchh hi dino me Egjima Bilkul Jad Se Nast Ho Jayega

2:- 10 Kali mirch ka churn banakar Gaay  ke ghee me Sevan karne se sabhi parakar ke dad ,khad,khujali va Anye Charm rog thik ho jata hai
Ise lagatar 8 Din tak sevan kare .

3 - Nim ki 21 Kopale Saaf Kar le . Ise 60 gram pani me Ubale aur Subah - Sham Saat din Tak pine se khujali thik ho jata hai .

4- 20 Gram Nariyal ke tel me 5 gram Deshi ghee, kapur 2-4 gram milakar ghole . Jab kapur tel me ghul jaye to isake bad ise khujali par , khujali ko pahale kisi chij se ragar de taki khujali wale sthan par virus bahar aaj jaye aur , Fir us banaye huye tel ko lagaye isase jaldi hi khujali thik ho jayega

5 - pisi hu mehandi bhigokar jaise hatho par lagate hai thik vaisehi Baltod baale sthan par pote Yani ki achhe se lagaye . Isase baltod jad se nast ho jayega ye ajmaya huaa gharelu upaye hai Aap bina koi Side effect ke ise Estemaal kar sakte hai bindss .

ये भी पढ़े :-पीलिया रोग का घरेलू उपाय

To Dosto ye post aapko kaisa laga niche comment jarur kare aur Apne dosto ko bhi Share kare Taaki Agar ve log Bhi in me se koi bhi bimari Se pirit hai to yah gharelu upaye Apna kar in sabhi egjima,dad, khad, khujali, Aur Baltod de Mukt Ho Paaye , Aur Dosto Agar Aapke Man me koi Sawal hai to aapk Hame bejhijhak Bataye Aapka Dost Viru Kumar Aapke Sawaalo Ko Binamra Purvak dega , To Dost Aaj ke Liye Bas Itna hi Fir Milenge Ek Naye Post Me tab Tak Ke Liye Bay Bay , And Tekcare Dost , Apna khayal Rakhan

SHARE

Veeru Kumar

Hi. I’m Designer of Blog Magic. I’m CEO/Founder of ThemeXpose. I’m Creative Art Director, Web Designer, UI/UX Designer, Interaction Designer, Industrial Designer, Web Developer, Business Enthusiast, StartUp Enthusiast, Speaker, Writer and Photographer. Inspired to make things looks better.

  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
  • Image
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment